1
AMAL KA DARUMADAR NIATON PER HAI HAR SHAKS WOHI KUCH PAIA GA JIS KE US NA NAYAT KE HO GE
-----------------------------------------------------------------------
2
QURAN ki tilawat karo beshak
QURAN apne parhne walon ki
sifarish karega...!
Alwayz remembr
"Aaj amal ha hisab nahe
-----------------------------------------------------------------------
3
behtreen musalmaan wo he jiski
zubaan or haath se doosra musalmaan mehfooz hai
-----------------------------------------------------------------------
4
Ek din Aik sahabi ne AAP S.A.W.W se arz kya k YAA RASOOLALLAH hum ne aap ko dekha aap se baat
ki aur aap k saath khana khaya kya hum se bhi zyada khshnaseeb koi hoga is dunya mein
AAP S.A.W.W ne farmaya k tum ne mujhe dekha aur suna to eeman laye meri aane wali ummat jo
mujhe
bina dekhe bina sune mujh par eeman layegi wo tum se zyada khushnaseeb hogi,
-----------------------------------------------------------------------
5
Hadees Shareef
1) Lazaton Ko Khatam Ka
e Wali Maut Ko
Kasrat Sey Yaad Kiya Karo
(Sahi Bukhari)
2) Duniya Mai Aisey Raho Jaisey Pardaisi
(Sahi Bukhari)
3) Allah Usske Chahre Ko Tarotaza Rakhe
Jissne Meri Baat Ko Suna
Yaad Kiya Or Aagay P0hancha Diya
(Sahi Muslim)
-----------------------------------------------------------------------
6
RASOOLALLAH( S.A.W) Ne Farmaya
Jab Apne Liye Dua Karo
To Dusron Ko Bhi Yaad Kiya Karo
Kya Pata Uske Naseeb Ki Khushi
Tumhari Dua Ke Intezar Me Ho
-----------------------------------------------------------------------
7
Hadees-e-Qudsi
ALLAH Tala Farmatay Hain
Main Apnay Banday K Guman
K Saath Hota Hoon
Jab Wo Mera Zikr Karta Hai
Chunancha Agar Wo Apnay Dil Maim
Mera Zikr Karta Hai
Tou Mai Bhe Apni Tanhaai Main
Us Ka Zikr Karta Hoon
Or Agar Wo Kisi Majmay Main
Mera Zikar Karta Hai
Tou Mai Us K Majmay Say
Behtar Majmay Main (Farishton Say) Us Ka Zikr Karta Hoon
-----------------------------------------------------------------------
8
Noman Bin Bashir Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Sahaba Karaam (Raziallahu Anhum) Ko Khaberdaar Kertey Hoe Fermaya
Sunlo Badan Main Gosht Ka Ek Tukra Aesa Hai
Jab Woh Durust Ho To Saara Jism Durust Hota Hai
Aur Woh Bigar Jae To Sara Jism Bigar Jata Hai
Yaad Rakho Woh Tukra Insaan Ka Dil Hai
(Sahih Bukhari)
-----------------------------------------------------------------------
9
Hadees-e-Nabvi (S.A.W)
Jis Nay Ghussay Ko Rok Lia
ALLAH Is Say Apnay Azaab Ko Rok Leta Hai
Aur
Jo Apni Zuban Ko Qabu Main Rakhta Hai
ALLAH Us K Ayyooobo Ko Chupa Leta Hai
Sura-e-Younas (V# 21)
-----------------------------------------------------------------------
10
HADEES SHARIF:
Hazrat Muhammad (Sallallaho Alehi Wasallam) Ne Farmaya
Wo Shaks Apne Aap Pr Zulm Karta Hai Jo Pore Din Main
Ek Bar Bhi ASTAGHFAAR Nahi Karta
-----------------------------------------------------------------------
11
Hadees-E-Qudsi:
Aye Ibn-E-Adam
Tu Meray Thoray Diye Say Raazi Ho Ja
Qayamat K Din Mai
Teray Thoray Kiye Sy Raazi Ho Jaun GaHadees-E-Qudsi SMS Message
-----------------------------------------------------------------------
12
Abdullah Bin Umar Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya
Gaib Ki Kunjian 5 Hain
Jinhain Allah Ke Ilaawa Koi Nahi Janta
1. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Kia Hoga
2. Koi Nahi Jaanta Ke Maa Ke Pait Main Kia Hai
3. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Woh Kia Kamaega
4. Koi Nahi Jaanta Ke Iski Maut Kahan Waaqey Hogi
5. Koi Nahi Jaanta Ke Baarish Kab Hogi
(Sahih Bukhari)
-----------------------------------------------------------------------
13
Abdullah Ibn Ume Maktoom Raziallahu Anhu Nabina They,
Inhon Ne Apne Andhey Honey Ka Uzer
Pesh Ker Ke Ghar Per Namaz Perhne Ki Ijazat Chahee
To Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Fermaya:
Azan Suntey Ho?
Abdullah Ne Kaha:
Jee Han!
Phir App Ne Fermaya:
To Namaz Main
Haazir Ho.
(Muslim, Al Masajid, H#653)
-----------------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment