Mere talash ka jurm hai ya mere wafa ka kasoor
Jo dil ke kareeb aya wohe bewafa nikala
-----------------------------------------------------------------------
2
Jurm sangeen Hai To phir
is Main Riaayat kesi
Main Qabil-E-Nafrat Hun
Han mujy Bhula Dia jaye
-----------------------------------------------------------------------
3Jb tAQ naA lgY bewAFai ki ThoKar
Har kisi ko APnI paSaNd pY naAz hoTa hAi
-----------------------------------------------------------------------
4
parh rahy hain hum ishq ki kitaab,
agr ban gay wakeel to bewafao ki khair nahi.
-----------------------------------------------------------------------
5Ghum kay sanjok achay lgty hain
Ab mustekil rog achay lgty hain
us say khna koi wada.e.wafa na kre
mujhay ab bewafa log achay lgte hai.
-----------------------------------------------------------------------
6Beewafai ki sab kitaboon mai
Teray jaisi koi misaal nai
-----------------------------------------------------------------------
7Pyar kiaa bh aese jese kiaa hii ni
Bhool gea wo aese jese mila h ni
Bewafa h wo ab to jaan gae h hm bhe
Milenge ab unse aese jese mile hi ni
Dil lagana na kesi se, kesii se na pyar krna
Es dunia me mohabbat ka koii silaa hii ni
-----------------------------------------------------------------------
8Aana Ki Mooj MasTi Me Hum
Aaj Bh Badshah Hein
Jo Dil Ko Toor Dete Hein
Hum Unko Choor Dete Hein
-----------------------------------------------------------------------
9Wafa ka naam na lo yaron
Wafa dil ko dukahati hai.
Jub bhi Wafa ka naam lete hi
hume ek bewafa ki yaad Aati hai
-----------------------------------------------------------------------
10Jis k lea tord diye sub taaluq
Aj ham se he betaaluq sa rehta hy
-----------------------------------------------------------------------
11Bewafa Kehny Sy Pehly Meri Rag Rag Ka Kho0n Nichor Lena,
Qatry Qatry Sy Wafa Na Mili To BeshaK Mujhy Chor Dena
-----------------------------------------------------------------------
12Na Chahat K Andaz Alag,
Na Dil K Jazbat Alag
Thi Sari Baat Lakeeron kee,
Tere Hath Alag Mere Hath Alag..!!
-----------------------------------------------------------------------
13Uss Se Juda To Ho gaya Per Youn Laga Mujhe
Jese Jahan Mein Koi APna Nahi Raha
Wo Bewafa Nahi Magar Itna ZaroR Hai
Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi Raha.
-----------------------------------------------------------------------
14Kitni Saji Hai Bewafai Teray Masoom Chehray Par,
Hum Bhi Pagal Thay K Is Adaa Pay Mar Gaye
-----------------------------------------------------------------------
bhut achi shayari thanks for sharing Bewafa Poetry
ReplyDeletewah nice poertry
ReplyDeleteFunny-poems-jokes
ReplyDeleteFather-Family-poems
urdu-shayri Free sms
first-word
death-poems
christian-christmis-poems-
Hot-whatsapp-groups
Friendship-poems
2-lines-poetry
18+ Hot and ever groups links
ReplyDeletebewafa poetry in urdu bewafa shayari
ReplyDelete