Pages

Sunday, March 8, 2015

Bewafa poetry sms

1

Mere talash ka jurm hai ya mere wafa ka kasoor

Jo dil ke kareeb aya wohe bewafa nikala

-----------------------------------------------------------------------

2

Jurm sangeen Hai To phir

is Main Riaayat kesi

Main Qabil-E-Nafrat Hun

Han mujy Bhula Dia jaye

-----------------------------------------------------------------------
3

Jb tAQ naA lgY bewAFai ki ThoKar

Har kisi ko APnI paSaNd pY naAz hoTa hAi

-----------------------------------------------------------------------

4

parh rahy hain hum ishq ki kitaab,

agr ban gay wakeel to bewafao ki khair nahi.

-----------------------------------------------------------------------
5

Ghum kay sanjok achay lgty hain

Ab mustekil rog achay lgty hain

us say khna koi wada.e.wafa na kre

mujhay ab bewafa log achay lgte hai.

-----------------------------------------------------------------------
6

Beewafai ki sab kitaboon mai

Teray jaisi koi misaal nai

-----------------------------------------------------------------------
7

Pyar kiaa bh aese jese kiaa hii ni

Bhool gea wo aese jese mila h ni

Bewafa h wo ab to jaan gae h hm bhe

Milenge ab unse aese jese mile hi ni

Dil lagana na kesi se, kesii se na pyar krna

Es dunia me mohabbat ka koii silaa hii ni

-----------------------------------------------------------------------
8

Aana Ki Mooj MasTi Me Hum

Aaj Bh Badshah Hein

Jo Dil Ko Toor Dete Hein

Hum Unko Choor Dete Hein

-----------------------------------------------------------------------
9

Wafa ka naam na lo yaron

Wafa dil ko dukahati hai.

Jub bhi Wafa ka naam lete hi

hume ek bewafa ki yaad Aati hai

-----------------------------------------------------------------------
10

Jis k lea tord diye sub taaluq

Aj ham se he betaaluq sa rehta hy

-----------------------------------------------------------------------
11

Bewafa Kehny Sy Pehly Meri Rag Rag Ka Kho0n Nichor Lena,

Qatry Qatry Sy Wafa Na Mili To BeshaK Mujhy Chor Dena

-----------------------------------------------------------------------
12

Na Chahat K Andaz Alag,

Na Dil K Jazbat Alag

Thi Sari Baat Lakeeron kee,

Tere Hath Alag Mere Hath Alag..!!

-----------------------------------------------------------------------
13

Uss Se Juda To Ho gaya Per Youn Laga Mujhe
Jese Jahan Mein Koi APna Nahi Raha

Wo Bewafa Nahi Magar Itna ZaroR Hai
Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi Raha.

-----------------------------------------------------------------------
14

Kitni Saji Hai Bewafai Teray Masoom Chehray Par,

Hum Bhi Pagal Thay K Is Adaa Pay Mar Gaye

5 comments: